Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hum dil se jo chahte hain ai jaan tumhein

Nazeer Akbarabadi

hum dil se jo chahte hain ai jaan tumhein

Nazeer Akbarabadi

MORE BYNazeer Akbarabadi

    ham dil se jo chāhte haiñ ai jaan tumheñ

    be-kal huuñ agar na dekheñ ek aan tumheñ

    tum paas biThāo to zarā baiTheñ ham

    mushkil hai hameñ to aur hai āsān tumheñ

    hum dil se jo chahte hain ai jaan tumhein

    be-kal hun agar na dekhen ek aan tumhein

    tum pas biThao to zara baiThen hum

    mushkil hai hamein to aur hai aasan tumhein

    Source:

    Kulliyat-e-Nazeer Akbarabadi (Pg. 444)

    • Author: Nazeer Akbarabadi
      • Edition: 1922
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1951
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now