Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab ahl-e-gulistan ko shuur aaega

Naresh Kumar Shad

jab ahl-e-gulistan ko shuur aaega

Naresh Kumar Shad

MORE BYNaresh Kumar Shad

    jab ahl-e-gulistāñ ko shu.ūr aa.egā

    jab dīda-e-hassās meñ nuur aa.egā

    phūloñ latāfat bhī girāñ guzregī

    kāñToñ chubhan meñ bhī surūr aa.egā

    jab ahl-e-gulistan ko shuur aaega

    jab dida-e-hassas mein nur aaega

    phulon ki latafat bhi giran guzregi

    kanTon ki chubhan mein bhi surur aaega

    Source:

    Sangam (Pg. 26)

    • Author: Naresh Kumar Shad
      • Edition: 1960
      • Publisher: New Taj Office,Delhi
      • Year of Publication: 1960
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now