aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya tum se kahen jahan ko kaisa paya

Akbar Allahabadi

kya tum se kahen jahan ko kaisa paya

Akbar Allahabadi

MORE BYAkbar Allahabadi

    kyā tum se kaheñ jahāñ ko kaisā paayā

    ġhaflat meñ aadmī ko Duubā paayā

    āñkheñ to be-shumār dekhīñ lekin

    kam thiiñ ba-ḳhudā ki jin ko biinā paayā

    kya tum se kahen jahan ko kaisa paya

    ghaflat hi mein aadmi ko Duba paya

    aankhen to be-shumar dekhin lekin

    kam thin ba-KHuda ki jin ko bina paya

    Source:

    Rubaiyat-e-Akbar (Pg. 13)

    • Author: Akbar Allahabadi
      • Publisher: Malik Book Depot, Delhi
      • Year of Publication: 2013
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now