Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mahbub ne pairahan mein jab itr mala

Nazeer Akbarabadi

mahbub ne pairahan mein jab itr mala

Nazeer Akbarabadi

MORE BYNazeer Akbarabadi

    mahbūb ne pairahan meñ jab itr malā

    aur paan chabā ke apne ghar se vo chalā

    ham ne ye kahā na jaao bāhar ai jaañ

    hai shaam qarīb hañs diyā kah ke bhalā

    mahbub ne pairahan mein jab itr mala

    aur pan chaba ke apne ghar se wo chala

    hum ne ye kaha na jao bahar ai jaan

    hai sham qarib hans diya kah ke bhala

    Source:

    Kulliyat-e-Nazeer Akbarabadi (Pg. 443)

    • Author: Nazeer Akbarabadi
      • Edition: 1922
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1951
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now