Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

makshuf hua ki did hairani hai

Ismail Merathi

makshuf hua ki did hairani hai

Ismail Merathi

MORE BYIsmail Merathi

    makshūf huā ki diid hairānī hai

    mālūm huā ki ilm nādānī hai

    Daalā hai talāsh-e-qurb ne duurī meñ

    mushkil hai baḌī yahī ki āsānī hai

    makshuf hua ki did hairani hai

    malum hua ki ilm nadani hai

    Dala hai talash-e-qurb ne duri mein

    mushkil hai baDi yahi ki aasani hai

    Source:

    Kulliyat-w-Hayat-e-Ismail Ba-Tasveer (Pg. ebook-516 page-328)

    • Author: Mohammad Aslam Saifi
      • Publisher: Dayal Printing Press, Delhi
      • Year of Publication: 1939
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now