aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

marhum tamannaon ko kya yaad karen

Baqar Mehdi

marhum tamannaon ko kya yaad karen

Baqar Mehdi

MORE BYBaqar Mehdi

    marhūm tamannāoñ ko kyā yaad kareñ

    kis kis se kaheñ kaise ye fariyād kareñ

    ḳhud ham ne tabāhī qasam khaa.ī thī

    kis tarah se phir shikva-e-bedād kareñ

    marhum tamannaon ko kya yaad karen

    kis kis se kahen kaise ye fariyaad karen

    KHud hum ne tabahi ki qasam khai thi

    kis tarah se phir shikwa-e-bedad karen

    Source:

    Shahr-e-Aarzu (rekhta website) (Pg. 24)

    • Author: Baqar Mehdi
      • Edition: 1952
      • Publisher: Gosh-e-Adab,Mumbai
      • Year of Publication: 1952
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now