Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sahra mein bhaTakta hua ek dariya hun

Hurmatul Ikaram

sahra mein bhaTakta hua ek dariya hun

Hurmatul Ikaram

MORE BYHurmatul Ikaram

    sahrā meñ bhaTaktā huā ik dariyā huuñ

    aayā na taḌapnā jise vo paara huuñ

    ye kyā hai ye andāz-e-rifāqat kyā hai

    hai ek jahāñ saath magar tanhā huuñ

    sahra mein bhaTakta hua ek dariya hun

    aaya na taDapna jise wo para hun

    ye kya hai ye andaz-e-rifaqat kya hai

    hai ek jahan sath magar tanha hun

    Source:

    shab khuun (rekhta website)(56) (Pg. 34)

    • Author: Shamsur Rahman faruqi
      • Edition: 1971
      • Publisher: Rani Mandi Allahabad
      • Year of Publication: 1971
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now