ali ke ishq mein idrak ye hua mujhko
'alī ke 'ishq meñ idrāk ye huā mujh ko
ḳhudā ko dekh rahā huuñ maiñ aur ḳhudā mujh ko
maiñ vo huuñ jis ne ki ḳhemoñ se lau pakaḌ lī thī
so jāntā hai yahāñ kā diyā diyā mujh ko
kiyā huā hai mire shaah ne karam mujh par
maiñ karbalā ko bulātā huuñ karbalā mujh ko
maiñ kun se pahle hī ḳhud meñ kahīñ husainī thā
so ḳhāk-e-karb-o-balā se banā diyā mujh ko
'ali ke 'ishq mein idrak ye hua mujh ko
KHuda ko dekh raha hun main aur KHuda mujh ko
main wo hun jis ne ki KHemon se lau pakaD li thi
so jaanta hai yahan ka diya diya mujh ko
kiya hua hai mere shah ne karam mujh par
main karbala ko bulata hun karbala mujh ko
main kun se pahle hi KHud mein kahin husaini tha
so KHak-e-karb-o-bala se bana diya mujh ko
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.