SEARCH RESULTS
Showing search results for "'sabiila'"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "'sabiila'"
Ghazal
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
aabaad rahaa dil me.n vahii ek 'sabiila'
ab Gair ko aane kii ijaazat to nahii.n hai
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
koshish karo 'sabiila' ke sab tum se KHush rahe.n
naahaq kisii ke dil ko dukhaayaa nahii.n karo
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
'sabiila' KHvaab me.n vo sair ko agar nikle
u.Dan-khaTole pe pariyo.n ke ghar hii jaa.egaa
Sabeela Inam Siddiqui
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "'sabiila'"
Ghazal
vo log 'sabiila' ke jo bichh.De hai.n safar me.n
aksar unhii.n kii yaad dilaate hai.n mujhe KHvaab
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
'sabiila' tere haqiiqat bayaan karne se
jahaa.n pe raaz-e-junuu.n ek din khulegaa hii
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
yaqii.n hai rab pe 'sabiila' vo merii sun legaa
mai.n ho ke baa-vazuu haatho.n ko jab uThaa.uu.ngii
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
bas ana ko bahaal rakhna hai
apne apne hii KHol me.n ham tum
kaise KHud ko chhupaa ke baiTh ga.e
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
dil Duub jaa.egaa miraa baarish me.n pyaar kii
sailaab-e-ishq aane kii shaayad shuniid hai
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
'sabiila' mausam-e-sarmaa bhii ek ne.amat hai
vo KHush-nasiib hai.n jin ko nasiib hai sardii
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
kartii nahii.n 'sabiila' gila mai.n ye soch kar
saathii nahii.n yahaa.n ko.ii ranj-o-malaal kaa
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
adakar chehre
yahaa.n har taraf hai.n adaakaar chehre
mai.n ruudaad dil kii kise kyaa bataa.uu.n
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
ham-safar aisa mile jo ham-nawa bhi ho mera
KHuubsuurat ho izaafa
ziist ke auraaq me.n
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
'sabiila' kyaa kahuu.n manzil kahaa.n hai
KHudaa vaaqif hai jo dar sochtii huu.n
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
be-KHayali mein taKHliq
jo sailaab roke hu.e hai
sitaare chamakte hai.n merii palak par












