SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ामी-ए-ईमाँ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ख़ामी-ए-ईमाँ"
Ghazal
iimaa.n ke saath KHaami-e-iimaa.n bhii chaahiye
azm-e-safar kiyaa hai to saamaa.n bhii chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
huu.n KHaamii-e-mazaaq-e-tamanna se sharmsaar
aaya nazar na kuchh bhii jahaa.n tak nazar ga.ii
Sahir Siyalkoti
Ghazal
mai.n apnii KHaamii-e-tarz-e-bayaa.n pe naadim huu.n
miraa savaal hii KHud ban gayaa javaab mujhe
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
KHaamii-e-zauq-e-talab ne hame.n rakkhaa mahruum
ye Galat hai na sunii ho tirii aavaaz kahii.n
Saghir Ahmad Saghir Ahsani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ख़ामी-ए-ईमाँ"
Ghazal
tab' me.n terii vahii KHaamii-e-hirs-e-duniyaa
aatish-e-KHauf-e-KHudaa se na jalii hai na bhunii
Akbar Allahabadi
Ghazal
aatish-afrozi-e-yak-shola-e-iimaa tujh se
chashmak-aaraa.i-e-sad-shahr charaaGaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
adaa-o-naaz-e-iimaa chashm-e-Gamza go vo ko.ii ho
ta'alluq jis se ho jaa.e balaa-e-naagahaanii hai
Naseem Dehlvi
Article
पैकर-ए-अक़दस को रश्क-ए-का'बा-ए-ईमाँ किया जो न समझें आप का रुत्बा वो अहले दिल नहीं...
Gopi Chand Narang
Ghazal
jin se aaraa.ish-e-iimaa.n kii tavaqqo thii 'aziim'
haadisa hai ki vo Gaarat-gar-e-iimaa.n nikle
Azeem Murtaza
Sher
daliil-e-taabish-e-iimaa.n hai kufr kaa ehsaas
charaaG shaam se pahle jalaa nahii.n karte
Shakeel Badayuni
Ghazal
daliil-e-taabish-e-iimaa.n hai kufr kaa ehsaas
charaaG shaam se pahle jalaa nahii.n karte
Shakeel Badayuni
Sher
daliil-e-taabish-e-iimaa.n hai kufr kaa ehsaas
charaaG shaam se pahle jalaa nahii.n karte