SEARCH RESULTS
Showing search results for "दुख़्तरान-ए-मादर-ए-अय्याम"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दुख़्तरान-ए-मादर-ए-अय्याम"
Mazahiya
khul ke bolii vo mohabbat kii piTaarii haa.e haa.e
kaisii kaisii duKHtaraan-e-maadar-e-ayyaam hai.n
Mohammad Taha Khan
Sher
taarik-e-duniyaa hai jab se 'muntahii'
misl-e-beva maadar-e-ayyaam hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
PAGE MATCHES FOR "दुख़्तरान-ए-मादर-ए-अय्याम"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "दुख़्तरान-ए-मादर-ए-अय्याम"
Ghazal
ek manzar par nazar Thahre to Thahre kis tarah
ham mizaaj-e-gardish-e-ayyaam le kar aa.e hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
madar-e-hind
maadar-e-hind zamaane me.n tuu aabaad rahe
ham balaa se ho.n giraftaar tuu aabaad rahe
Nau Bahar Sabir
Nazm
madar-e-fitrat
apnii aaGosh me.n le maadar-e-fitrat mujh ko
hai tire saaya-e-daamaa.n kii zaruurat mujh ko
Syeda Farhat
Ghazal
chakhii hai chaashnii jis ne dil-e-birishta kii
vo shiir-e-maadar-e-baujhaa hai be-darang sharaab
Qasim Ali Khan Afridi
Nazm
hum baghban sare hindostan chaman hai
ham baaGbaan saare hindostaa.n chaman hai
bachche hai.n is ke ham sab ye maader-e-vatan hai
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
urdu zaban
aazaad hind me.n na milaa is ko kuchh maqaam
ye maader-e-vatan ke shahiido.n kii jaan hai
Habeeb Ahmad Anjum Datiavi
Ghazal
maadar-e-hind kii 'azmat kaa pata chaltaa hai
husn-e-kashmiir se jannat kaa pata chaltaa hai
Aalam Nizami
Ghazal
barham-zan-e-shiiraaza-e-ayyaam hamii.n hai.n
ai dard-e-mohabbat tiraa anjaam hamii.n hai.n