SEARCH RESULTS
Showing search results for "दुनिया-ए-फ़ानी"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दुनिया-ए-फ़ानी"
Ghazal
ishrat-e-duniyaa-e-faanii kii kahaanii aur hai
yaad me.n terii jo guzre zindagaanii aur hai
Waliullah wali
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "दुनिया-ए-फ़ानी"
Sher
har nafas umr-e-guzishta kii hai mayyat 'faanii'
zindagii naam hai mar mar ke jiye jaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
duniyaa me.n dayaar-e-dil-e-'faanii' ke sivaa haa.e
ko.ii bhii vo bastii hai jo aabaad nahii.n hai
Fani Badayuni
Ghazal
sukuut-e-mayyat-e-'faanii' hai ik fasaana-e-shauq
lab-e-KHamosh se har mudda.aa ko paa.e jaa
Fani Badayuni
Nazm
hamari zaban
'nayyar' jahaa.n me.n phuule-phale ye
jab tak hai baaqii duniyaa-e-faanii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Sher
duniyaa-e-husn-o-ishq me.n kis kaa zuhuur thaa
har aa.nkh barq-paash thii har zarra tuur thaa
Fani Badayuni
Ghazal
adaa.o.n pe kar dii fidaa saarii hastii
nigaaho.n pe duniyaa-e-faanii luTaa dii