SEARCH RESULTS
Showing search results for ".bedg"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".bedg"
Sher
hayaa nahii.n hai zamaane kii aa.nkh me.n baaqii
KHudaa kare ki javaanii tirii rahe be-daaG
Allama Iqbal
Nazm
Dhaka se wapsi par
kab nazar me.n aa.egii be-daaG sabze kii bahaar
KHuun ke dhabbe dhule.nge kitnii barsaato.n ke ba.ad
Faiz Ahmad Faiz
Sher
shah-zor apne zor me.n girtaa hai misl-e-barq
vo tifl kyaa giregaa jo ghuTno.n ke bal chale
Mirza Azeem Beg 'Azeem'
Nazm
zohd aur rindi
lekin ye sunaa apne muriido.n se hai mai.n ne
be-daaG hai maanind-e-sahar us kii javaanii
Allama Iqbal
Ghazal
us kii aavaaz ki be-daaG saa aa.iina thii
talKH jumla bhii vo kahtaa to maza detaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".bedg"
Ghazal
sirf hashmat kii talab jaah kii KHvaahish paa.ii
dil ko be-daaG samajhtaa thaa jazaamii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
ek to ruuh bhii kaafuur-sifat hai apnii
aur ab jism bhii be-daaG kafan chaahtaa hai
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
dasht-e-adam se aate hai.n baaG-e-jahaa.n me.n ham
be-daaG laala-o-gul-e-be-KHaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sirf hashmat kii talab jaah kii KHvaahish paa.ii
dil ko be-daaG samajhtaa thaa jazaamii niklaa
Saqi Faruqi
Short story
मंज़ूर है गुज़ारिश-ए-अहवाल-ए-वाक़ई अपना बयान हुस्न-ए-तबीयत नहीं मुझे...
Mirza Azeem Baig Chughtai
Ghazal
jo chashm ki be-nam ho vo ho kor to behtar
jo dil ki ho be-daaG vo jal jaa.e to achchhaa