SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuu.e.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chuu.e.n"
Ghazal
ma.aal kyaa hai ujaalo.n ke un dafiino.n kaa
jinhe.n chhu.e.n to a.ndhero.n ke naag Daste hai.n
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
ra.ng ke jism chhu.e.n nuur ke paikar dekhe.n
KHvaab kii shahr-panaaho.n me.n utar kar dekhe.n
Ateequllah
Nazm
aazadi
jii me.n aataa hai ham bhii u.Daane.n bhare.n
aasaano.n kii niilii hado.n ko chhu.e.n
Madhosh Bilgrami
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chuu.e.n"
Ghazal
na maa.nge.n bosa-e-ruKHsaar chhaatiyaa.n na chhu.e.n
tabii.at apnii jo ai but gul-o-samar se phire
Muneer Shikohabadi
Doha
kuuza-gar kii u.ngliyaa.n ruuh mirii ma.Dh jaa.e.n
haule se tan ko chhu.e.n andar tak ga.D.h jaa.e.n
Anas Khan
Kulliyat
khaa zahr mar rahe.n kahii.n kyaa zindagii hai ye
zulfe.n tanik chhu.e.n to hame.n maar maar ho
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo patthar jo kone me.n sahmaa pa.Daa hai
use ham chhu.e.n aur Dar ke bhii dekhe.n
Naseem Ajmal
Ghazal
tum achhuute sahii aaGosh-e-tasavvur me.n to ho
na chhu.e.n ham nigah-e-shauq to chhuu aatii hai
Yas Tonki
Sher
koshish bhii kar umiid bhii rakh raasta bhii chun
phir is ke baa'd tho.Daa muqaddar talaash kar