SEARCH RESULTS
Showing search results for "fursat-e-aaraam-e-gash"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fursat-e-aaraam-e-gash"
Sher
Meer Taqi Meer
Ghazal
fursat-e-aaraam-e-Gash hastii hai bohraan-e-adam
hai shikast-e-ra.ng-e-imkaa.n gardish-e-pahluu mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
ai shaiKH mujh ko KHvaahish-e-baaG-e-iram nahii.n
kuucha buto.n kaa mere liye us se kam nahii.n
Faheem Gorakhpuri
PAGE MATCHES FOR "fursat-e-aaraam-e-gash"
MORE MATCHES FOR "fursat-e-aaraam-e-gash"
Ghazal
jaa.n burii mushkil bhii ham ko ai 'iram'
vo bachaa lete to kuchh mushkil na thaa
Iram Lakhnavi
Ghazal
kitne pahaa.D raah-e-vafaa me.n kaTe 'iram'
kitne abhii hai.n aur musiibat ke saamne
Iram Lakhnavi
Ghazal
Iram Lakhnavi
Ghazal
sa.i hai bekaar aa.o baiTh kar ro.e.n 'iram'
paa-e-shal uThte nahii.n aur duur hai manzil abhii
Iram Lakhnavi
Ghazal
KHush-baKHt hai vo jis ke muqaddar me.n 'iram' hai
mai.n saath me.n ik baaG-e-iram le ke chalii huu.n
Erum Zehra
Ghazal
kaundtii barq na detii ho jahaa.n fursat-e-diid
taab kyaa hai jo vahaa.n aa.nkh uThaa.e ko.ii
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
jo apne dil se 'iram' ko nikaal baiThaa hai
ham us ke saamne hijr-o-visaal kyaa rakhte
Erum Zehra
Ghazal
'iram' par dhuup kaa ehsaas Gaalib aa nahii.n saktaa
mire sar par abhii tak saaya-e-diivaar zinda hai


