SEARCH RESULTS
Showing search results for "haul-naak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haul-naak"
Ghazal
kis darja haul-naak hai yaaro shu.uur-e-zaat
kitnii hasiin pahle yahii kaa.enaat thii
Himayat Ali Shayar
Ghazal
jo haul-naak hai.n parchhaa.iyaa.n yahaa.n 'shaahid'
zaruur aur kahii.n jaazib-e-nazar ho.ngii
Shahid Makuli
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haul-naak"
Ghazal
kis darja haul-naak thaa manzar hayaat kaa
dahshat ke maare maut mujhe dekh Dar ga.ii
Yasir Rampuri
Ghazal
havas ke haul-naak bistaro.n pe dam na to.D de.n
ab apnii raabto.n kii zindagaaniyaa.n sameT lo
Moni Gopal Tapish
Ghazal
na dekh paa.e haqiiqat ke haul-naak nuquush
hazaar rang naqaabo.n me.n kho ga.e ham bhii
Rasheeda Ayan
Ghazal
varaa-e-tuur kisii haul-naak ghaaTii me.n
tamaam KHaana-ba-dosho.n se KHaar khaayaa hu.aa
Abdullah Saqib
Nazm
haweli
maar o kajdum ke Thikaane jis kii diivaaro.n ke chaak
uf ye raKHne kis qadar taariik kitne haul-naak
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
hai miraa viiraana-e-Gam 'nazm' aisaa haul-naak
mauj-e-sail aa.ii to le kar boriyaa ulTii phirii