SEARCH RESULTS
Showing search results for "iid-e-nau-roz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "iid-e-nau-roz"
Sher
iid-e-nau-roz dil apnaa bhii kabhii KHush karte
yaar aaGosh me.n KHurshiid hamal me.n hotaa
Haidar Ali Aatish
Qita
bahut se ishrat-e-nau-roz-o-iid me.n hai.n magan
bahut vo hai.n jo fareb-e-umiid me.n hai.n magan
Akhtar Ansari
Ghazal
Hasrat Azimabadi
Kulliyat
paidaa hai roz-e-mashriq-e-nau kii numuud sii
aa.e hai kuu-e-yaar se bach bach kar aaftaab
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "iid-e-nau-roz"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "iid-e-nau-roz"
Nazm
kirae ka makan
hai.n baam-o-dar pe ye Gaarat-gar-e-hosh
bahaar-e-bistar-o-nau-roz-e-aaGosh
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
roz-e-nau-roz hai milte hai.n sabhii aapas me.n
ko.ii kartaa hai kisii par bhii itaab aaj ke din
Joshish Azimabadi
Nazm
sal-e-nau
mubaarak ho tujhe nau-roz kaa ye din sahar jis kii
gale milne ko tujh se khol kar aaGosh aa.ii hai
Barq Dehlvi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Sher
ye ajiib maajraa hai ki ba-roz-e-iid-e-qurbaa.n
vahii zab.h bhii kare hai vahii le savaab ulTaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Mah Laqa Chanda
Sher
mai.n ajab ye rasm dekhii mujhe roz-e-iid-e-qurbaa.n
vahii zab.h bhii kare aur vahii le savaab ulTaa