SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalva.o.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jalva.o.n"
Nazm
nur-jahan ka mazar
jalva.o.n se ayaa.n jin ke hu.aa tuur kaa aalam
turbat pe hai un ke shab-e-daijuur kaa aalam
Tilok Chand Mahroom
PAGE MATCHES FOR "jalva.o.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jalva.o.n"
Ghazal
tumhaare husn ke jalva.o.n kii shoKHiyaa.n tauba
nazar to aate nahii.n dil pe chhaa.e jaate hai.n
Moin Ahsan Jazbi
Mazahiya
jis ghar par hukmaraa.n tire jalva.o.n kii thii bahaar
vo ghar banaa hai merii mohabbat kaa ab mazaar
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
atlantic city
zamiin-e-nuur o naGma par
KHudaa-e-ra.ng ke bikhre hu.e jalva.o.n ko pahchaane.n
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
qaid-e-nazzaara se jalva.o.n ko nikalne na diyaa
dosto.n kii ye vasii.a-un-nazarii to dekho
Mazhar Imam
Ghazal
jis ke jalva.o.n ne azal se muztarib rakkhaa mujhe
vo to mere saamne bhii aaj tak aayaa nahii.n