SEARCH RESULTS
Showing search results for "jehd-e-farhaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jehd-e-farhaad"
Ghazal
tuu ne sulataanii-e-jamhuur badal dii.n qadre.n
aaj farhaad ko mushkil nahii.n KHusrav likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jab KHizaa.n aa.ii jaa.n pe khel ga.e
mahram-e-jehd-e-be-karaa.n the phuul
Ameen Rahat Chugtai
Nazm
maut ki justuju
ruuh ko jehd-e-tahsiil-e-zar khaa ga.ii
zehn kii raushnii naa-ummiidii kii zulmat me.n dhundlaa ga.ii
Waheed Akhtar
Ghazal
ai mujaahid jehd-e-rang-e-KHaaksaarii hai zaruur
to.Dnaa laazim hai pahle is but-e-pindaar ko
Syed Masood Hasan Masood
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jehd-e-farhaad"
Nazm
guman o yaqin
ye irtiqaa kii tag-o-dau ye jehd-e-fikr-o-amal
gumaa.n ke dam se hai in kaa vajuud kahte ho
Shameem Farooq Banspari
Translated Poetry
phir jehd-e-musalsal kaa yahaa.n KHaak mazaa hai
is jehd-e-musalsal me.n sukuu.n mil nahii.n saktaa
Lord Tennyson
Kulliyat
zinhaar agar KHasta-dilaa.n be-sutuu.n jaa.o
Tuk paas-e-hunar-mandii-e-farhaad karoge
Meer Taqi Meer
Ghazal
tah me.n go hikmat-e-parvez hai raqsaa.n lekin
kaam har ek ba-naam-e-Gam-e-farhaad kare.n
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
silsila saa.nso.n kaa yuu.n be-zaabta ho jaa.egaa
raat din piinaa hii jehd-e-laa-baqaa ho jaa.egaa
Hamdoon Usmani
Ghazal
bulandii pastii faqat apnii 'umr Dhalne tak
hai kaar-e-jehd-e-musalsal to saa.ns chalne tak
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
shoKH-baazaarii thii shiirii.n bhii magar
varna farq-e-KHusrau-o-farhaad kyaa