SEARCH RESULTS
Showing search results for "lutf-e-khudaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lutf-e-khudaa"
Ghazal
mai.n akelaa hii rahaa barg-o-samar se KHaalii
mausam-e-gul me.n mujhe mere KHudaa bhuul ga.e
Lutf-ur-rahman
Ghazal
dosh par sar kii jagah turra-e-dastaar mile
aa.nkh ab le le ko.ii mujh se KHudaa-yaa merii
Lutf-ur-rahman
Ghazal
jalva-e-husn-e-KHudaa-daad dikhaa kar dilbar
misl-e-aa.iina kiyaa aap ne hairaa.n mujh ko
Jameela Khuda Bakhsh
MORE MATCHES FOR "lutf-e-khudaa"
Ghazal
jalva dikhaa de KHvaab me.n bahr-e-KHudaa mujhe
aa.nkhe.n taras ga.ii.n tire diidaar ke liye
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
hogaa pur-nuur siyah-KHaana hamaare dil kaa
is me.n tum Gaus-e-KHudaa ko zaraa aa jaane do
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
daaG ban kar to rahaa daaman-e-qaatil pe magar
buu-e-KHuu.n bahr-e-KHudaa buu-e-vafaa ho jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
ye ishq 'jamiila' kaa ai KHizr-e-rah-e-ulfat
mahbuub ke jalve ko asraar-e-KHudaa jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
dekhe mire sanam ko to rohbaan-e-ishq bhii
salle-alaa kahe kabhii shukr-e-KHudaa kare
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
go 'lutf'-e-KHufta-baKHt ke aa.o na KHvaab me.n
lekin tire KHayaal ko nit dil me.n raah hai