SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaknaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahaknaa"
Ghazal
shaaKH-e-gul kaaT ke tirshuul banaa dete ho
kyaa gulaabo.n kaa mahaknaa bhii Galat lagtaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Nazm
hindostan mera
hindostaan meraa, hindostaan meraa
Guncho.n kaa vo chaTaknaa, phuulo.n kaa vo mahaknaa
Arsh Malsiyani
PAGE MATCHES FOR "mahaknaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mahaknaa"
Sher
Azhar Adeeb
Ghazal
ye gul-e-dard hai is ko to mahaknaa hai huzuur
aap KHushbuu ko giraftaar nahii.n kar sakte
Ayub Khawar
Ghazal
kuchh KHabar bhii hai tujhe dil ko jalaane vaale
zaKHm khilte hai.n to phir un kaa mahaknaa tai hai
Nilofar Noor
Ghazal
khiltaa hai vo phuul abhii ik khi.Dkii me.n
jis ko aaKHir-kaar mahaknaa mujh me.n hai
Ayub Khawar
Ghazal
aaKHir suKHan tamaam kiyaa is du.aa ke saath
rahnaa gulo.n ke beach mahaknaa havaa ke saath
Khwaja Razi Haidar
Ghazal
Naim Siddiqi
Ghazal
lalchaa.ii ko.ii zulf na machlaa ko.ii daaman
is baaG ke phuulo.n ko mahaknaa bhii na aayaa