SEARCH RESULTS
Showing search results for "roz-e-azal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "roz-e-azal"
Ghazal
roz-e-azal se jaarii sazaa.o.n kaa silsila
phir bhii thamaa nahii.n hai KHataa.o.n kaa silsila
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
milaa thaa roz-e-azal zauq-e-kaamyaab mujhe
mirii nazar ne kiyaa KHud hii intiKHaab mujhe
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
agarche roz-e-azal bhii yahii a.ndheraa thaa
tirii jabii.n se nikaltaa hu.aa saveraa thaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mujh ko mire nasiib ne roz-e-azal se kyaa diyaa
daulat-e-do-jahaa.n na dii ik dil-e-mubtalaa diyaa
Fani Badayuni
Ghazal
KHudaa se roz-e-azal kis ne iKHtilaaf kiyaa
vo aadmii to na thaa jis ne inhiraaf kiyaa
Syed Fakhruddiin Balley
BOOKS MATCHES FOR "roz-e-azal"
MORE MATCHES FOR "roz-e-azal"
Ghazal
roz-e-azal se vaaqif-e-asraar mai.n hii thaa
paakiizgii-e-nafs kaa me.aar mai.n hii thaa
Imtiyaz Nadeem
Sher
Manmohan Talkh
Sher
roz-e-azal se saath hai islaam-o-kufr kaa
kab daana-haa-e-sub.ha se zunnaar rah gayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
said huu.n roz-e-azal se aalam-e-asbaab kaa
aur vaa rakhtaa huu.n siine me.n dariicha KHvaab kaa
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Nazm
zindagi
roz-e-azal se ek tamaashe me.n gum the ham
naaraaz ho ga.e hai.n ab ik duusre se ham