SEARCH RESULTS
Showing search results for "sokhtanii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sokhtanii"
Ghazal
samjhe hai na parvaana na thaame hai zabaa.n sham.a
vo soKHtanii hai to ye gardan-zadanii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil TuuT ke ju.Dtaa nahii.n shiisha ho to ju.D jaa.e
hai farq yahii soKHtanii saaKHtanii me.n
Agha Shayar Qazalbash
Kulliyat
samjhe hai na parvaana na thaame hai zabaa.n sham.a
vo soKHtanii hai to ye gardan-zadanii hai
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sokhtanii"
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Tuk 'miir'-e-jigar-soKHta kii jald KHabar le
kyaa yaar bharosaa hai charaaG-e-saharii kaa
Meer Taqi Meer
Marsiya
potii huu.n faatima kii mujhe be-pidar na kar
ro kar bayaa.n ye kartii thii vo soKHta-jigar
Meer Anees
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaan-zaad niiche galii me.n tire dar ke aage
ye mai.n soKHtaa-sar hasan-kuuzaa-gar huu.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
ai mere sare logo
aaj aisaa nahii.n aisaa nahii.n hone denaa
ai mire soKHta-jaano mire piyaare logo
Ahmad Faraz
Ghazal
dafn jab KHaak me.n ham soKHta-saamaa.n ho.nge
fils maahii ke gul-e-sham-e-shabistaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
dil-soKHta the chaahne vaalo.n me.n tumhaare
lekin sabab-e-garmii-e-baazaar hamii.n the