SEARCH RESULTS
Showing search results for "tashaffii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tashaffii"
Sher
tujh se ai zindagii ghabraa hii chale the ham to
par tashaffii hai ki ik dushman-e-jaa.n rakhte hai.n
Qalaq Merathi
Sher
nazro.n kii tashaffii kaa bhii kar de ko.ii saamaa.n
dil ke to bahalne ko tiraa naam bahut hai
Wafa Shahjahanpuri
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "tashaffii"
MORE MATCHES FOR "tashaffii"
Ghazal
har aan tasallii hai har lahza tashaffii hai
har vaqt hai dil-juu.ii har dam hai.n mudaaraate.n
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
jaa.iye bhii kyuu.n mujhe jhuuTii tashaffii diijiye
aap se aur mere dil kii tarjumaanii ho chukii
Behzad Lakhnavi
Ghazal
ta.ane be-sabr yuu.n ke haa.e tashaffii ke evaz
aur dikhte hu.e dil ko vo dukhaane aa.e
Hafeez Jaunpuri
Naat
har lahza tashaffii hai har aan tasallii hai
har vaqt hai dil-juu.ii har dam hai.n mudaaraate.n
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Sher
na tasallii na tashaffii na dilaasaa na vafaa
umr ko kaaTe.n tire chaahne vaale kyuu.n-kar
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
apnaa biimaar hai dil ishq kaa biimaar nahii.n
KHud tashaffii ke sivaa hijr kaa aazaar nahii.n
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
ulfat hai kisii me.n na muravvat hai kisii me.n
bas dil kii tashaffii hai mulaaqaat kii duniyaa