SEARCH RESULTS
Showing search results for "'tufail'"
Sher MATCHES FOR "'tufail'"
Sher
nafrato.n kaa aks bhii pa.Dne na denaa zehan par
ye a.ndheraa jaane kitno.n kaa ujaalaa khaa gayaa
Tufail Chaturvedi
Sher
ham buzurgo.n kii rivaayat se ju.De hai.n bhaa.ii
nekiyaa.n kar ke kabhii phal nahii.n maa.ngaa karte
Tufail Chaturvedi
Sher
khilte hai.n dil me.n phuul tirii yaad ke tufail
aatish-kada to der hu.ii sard ho gayaa
Muzaffar Hanfi
Sher
sabhii zaKHmo.n ke Taa.nke khul ga.e hai.n
hame.n ha.nsnaa bahut mah.ngaa pa.Daa hai
Tufail Chaturvedi
Sher
har taraf phailaa hu.aa be-samt be-manzil safar
bhii.D me.n rahnaa magar KHud ko akelaa dekhnaa
Tufail Chaturvedi
Sher
kabhii zamaana thaa us kii talab me.n rahte the
aur ab ye haal hai KHud ko usii se maa.ngte hai.n
Tufail Chaturvedi
Sher
us ke va.ade ke evaz de Daalii apnii zindagii
ek sastii shai kaa uu.nche bhaav saudaa kar liyaa
Tufail Chaturvedi
Sher
vo mausamo.n par uchhaaltaa hai savaal kitne
kabhii to yuu.n ho ki aasmaa.n se javaab barse
Tufail Chaturvedi
Sher
Tufail Chaturvedi
Sher
phir se bikhrii hai tirii zulf mire shaano.n par
vaqt aayaa hai ga.e vaqt ko lauTaane kaa
Tufail Bismil
Sher
aavaaz huu.n ubhar ke jo sahraa me.n kho ga.ii
yaa zindagii ke bahr me.n mauj-e-KHayaal huu.n
Tufail Bismil
Sher
ye biphartii mauj andeshe samundar aur mai.n
Duubtii saa.nse.n hathelii par miraa sar aur mai.n
Tufail Chaturvedi
Sher
ik bahaana hai tujhe yaad kiye jaane kaa
kab saliiqa hai mujhe varna Gazal gaane kaa
Tufail Bismil
Sher
tufail-e-ruuh miraa jism-e-zaar baaqii hai
hu.aa ke dam se ye musht-e-Gubaar baaqii hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
tirii maa'suum nigaaho.n ke taqaddus ke tufail
'ishq tahziib se aaraasta ho jaataa hai
Zubair Ahmad Saani
Sher
Zia Faooqui
Sher
vaise to ik aa.nsuu hii bahaa kar mujhe le jaa.e
aise ko.ii tuufaan hilaa bhii nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Sher
saahil ke sukuu.n se kise inkaar hai lekin
tuufaan se la.Dne me.n mazaa aur hii kuchh hai