SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaaliyaa.n"
Sher MATCHES FOR "gaaliyaa.n"
Sher
Haidar Ali Aatish
Sher
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
jis lab ke Gair bose le.n us lab se 'sheftaa'
kambaKHt gaaliyaa.n bhii nahii.n mere vaaste
Shefta Mustafa Khan
Sher
Nizam Rampuri
Sher
varna ko.ii kab gaaliyaa.n detaa hai kisii ko
ye us kaa karam hai ki tujhe yaad rahaa mai.n
Abbas Tabish
Sher
sunaa.ii jaatii hai.n dar-parda gaaliyaa.n mujh ko
kahuu.n jo mai.n to kahe aap se kalaam nahii.n
Dagh Dehlvi
Sher
mujh se tanhaa.ii me.n gar miliye to diije gaaliyaa.n
aur bazm-e-Gair me.n jaan-e-hayaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Sher
detaa rahaa vo gaaliyaa.n aur mai.n rahaa KHamosh
phir yuu.n hu.aa ki vo mire qadmo.n me.n gir gayaa
Bashir Mehtaab
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
hamaare dam se hai raushan dayaar-e-fikr-o-suKHan
hamaare baad ye galiyaa.n dhu.aa.n dhu.aa.n ho.ngii
Sajjad Baqar Rizvi
Sher
raste me.n un ko chhe.D ke khaate hai.n gaaliyaa.n
baazaar kii miThaa.ii bhii hotii hai kyaa laziiz
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
qand-lab kaa un ke bosa be-takalluf le liyaa
gaaliyaa.n khaa.ii.n balaa se mu.nh to miiThaa ho gayaa
Maftoon Dehlvi
Sher
gaaliyaa.n dii.n us ne be-gintii hame.n
ham ne bose bhii to gin gin ke liye
Meer Mohammad Sultan Aaqil
Sher
Hammad Niyazi
Sher
jab tak ki tirii gaaliyaa.n khaane ke nahii.n ham
uTh kar tire darvaaze se jaane ke nahii.n ham