SEARCH RESULTS
Showing search results for ",DOZa"
Ghazal MATCHES FOR ",Doza"
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
gustaaKHii-e-visaal hai mashshaata-e-niyaaz
ya.anii du.aa ba-juz KHam-e-zulf-e-dotaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
khaTkaa bhii kuchh hu.aa nahii.n aur dil u.Daa liyaa
ye saare hathka.nDe tirii zulf-e-dotaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
KHushbuu to muddato.n kii zamii.n-doz ho chukii
ab sirf pattiyo.n ko havaa me.n uchhaaliye
Qateel Shifai
Ghazal
aaj aaraa.ish-e-gesuu-e-dotaa hotii hai
phir mirii jaan giraftaar-e-balaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye kyuu.n KHamiida hai sifat-e-saahab-e-rukuu
kyaa pa.Dh rahii hai dosh pe zulf-e-dotaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
us chehra-e-anvar kii ziyaa mere liye hai
vo zulf-e-siyah taab-e-dotaa mere liye hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
matvaale chaa.nd suuraj teraa uThaa.e.n Dolaa
tujh ko KHushii kii pariyaa.n ghar tere le ke jaa.e.n
Hasrat Jaipuri
Ghazal
sab se pahle to siyaahii mirii qismat ko milii
jo bachii thii vo tirii zulf-e-dotaa ne le lii
Muztar Khairabadi
Ghazal
shoriidgi-e-sar ke liye sa.ng-e-dar kii qaid
zanjiir-e-Gam ke vaaste zulf-e-dotaa kii shart
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
KHvaab is dil pe tirii aa.nkh ne Dore Daale
KHuub kaajal ne tirii aa.nkh me.n Doraa khii.nchaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
uqda jo dil me.n hai mire hone kaa vaa nahii.n
jab tak ki aap kholte zulf-e-dotaa nahii.n
Taskeen Dehlavi
Ghazal
Pandit Chandr Bhan Barahman
Ghazal
aayaa huu.n paara-dozii-e-dil se nipaT ba-ta.ng
aise phaTe hu.e ko mai.n kab tak rafuu karuu.n