SEARCH RESULTS
Showing search results for ",UpsN"
Ghazal MATCHES FOR ",upsn"
Ghazal
isii liye to sabhii ham pe ho ga.e haavii
ye phuuT aapsii jo apne KHaandaan me.n hai
Nazeer Meeruthy
Ghazal
paa.nv phailaate hai.n itnaa ki hai jitnii chaadar
apnii auqaat hai kyaa KHuub apan jaante hai.n
Faiz Khalilabadi
Ghazal
aapsii baato.n ko aKHbaar nahii.n hone diyaa
ham ne ye kamra havaa-daar nahii.n hone diyaa
Mannan Bijnori
Ghazal
hinduu-o-muslim-o-iisaa.ii-o-sikh mel se the
aapsii prem kaa ulfat kaa mazaa thaa pahle
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
kyaa jurm hamaaraa hai bataa kyo.n nahii.n dete
is aapsii jhag.De ko miTaa kyo.n nahii.n dete
Jameel Ahmad Raaz
Ghazal
hamaarii aapsii ranjish hai chho.D de.n ham par
chale.n huzuur chale.n aap apnaa kaam kare.n
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
hamaare aapsii jhag.Do.n ko dekhaa to pa.Dosii bhii
hamaaraa ghar jalaane kii sharaarat par utar aa.e
Riyaz Saghar
Ghazal
aapsii jhag.De me.n saare log zaKHmii ho ga.e
kis kii gardan kis kaa maathaa kis kaa ab sar dekhnaa
Waqar Riyaz
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n KHatm ho ye aapsii nafrat
vo hai ki faqat baat ba.Dhaane pe lagaa hai
Faraz Hasanpuri
Ghazal
aapsii Takraav ne aaKHir numaayaa.n kar diyaa
ek chingaarii jo barso.n se dabii patthar me.n thii
Ateeq Muzaffarpuri
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n KHatm ho ye aapsii nafrat
vo hai ki faqat baat ba.Dhaane pe lagaa hai
Sulaiman Faraz Hasanpuri
Ghazal
aapsii rishto.n kii KHushbuu ko ko.ii naam na do
is taqaddus ko na kaaGaz par utaaraa jaa.e
Mahendra Partap Chand
Ghazal
naslii raqaabato.n me.n ga.e apne baam-o-dar
ab aapsii nifaaq me.n a.ngnaa.ii jaa.egii
Badr Jameel
Ghazal
Kashif Syed
Ghazal
mukaalima bhii nayaa hogaa aapsii sab kaa
jahaan-e-nau kii zabaane.n KHud banaa.uu.ngii