SEARCH RESULTS
Showing search results for ",eFg2"
Ghazal MATCHES FOR ",efg2"
Ghazal
ifshaa-e-raaz-e-ishq me.n go zillate.n hu.ii.n
lekin use jataa to diyaa jaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
paa-e-afgaar pe jab se tujhe rahm aayaa hai
KHaar-e-rah ko tire ham mehr-e-giyaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq
hai mukarrar lab-e-saaqii pe salaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
garche hai ifshaa-e-raaz ahl-e-nazar kii fuGaa.n
ho nahii.n saktaa kabhii sheva-e-rindaana aam
Allama Iqbal
Ghazal
ThanDaa hai garm-joshi-e-afsurdagii se jii
kaisaa asar ki naala-o-afGaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
maane ho.n kyuu.n ki girya-e-KHuunii.n ke ishq me.n
hai rabt-e-KHaas chashm ko ifshaa-e-raaz se
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
yuu.n to nazar pa.De hai.n dil-afgaar aur bhii
dil riish ko.ii aap saa dekhaa na par kahii.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kahii.n aa.nkho.n kii namii raaz na ifshaa kar de
mai.n ne mu.nh pher liyaa tuu jo zaraa yaad aayaa