SEARCH RESULTS
Showing search results for ",hAjP"
Ghazal MATCHES FOR ",hajp"
Ghazal
junuu.n kaa hajm ziyaada tumhaaraa zarf hai kam
zaraa saa gamlaa hai is me.n shajar lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
'Gaalib' gar is safar me.n mujhe saath le chale.n
haj kaa savaab nazr karuu.ngaa huzuur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
barhaman dair se ka.abe se phir aa.e haajii
tere dar se na saraknaa thaa na sarke aashiq
Ameer Minai
Ghazal
ham hai.n ai yaar cha.Dhaa.e hu.e paimaana-e-ishq
tire matvaale hai.n mash.huur hai.n mastaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
har ik sutuun KHaana-e-shar-e-shariif hai
roza ho yaa zakaat ho yaa haj ho yaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Abdul Hafeez Sahil Qadri
Ghazal
haj kaa safar hai is me.n ko.ii saath bhii to ho
parda-nashii.n se apnii mulaaqaat bhii to ho
Adil Mansuri
Ghazal
vo mere kaaba-e-dil me.n zaraa sii der rukaa
ye haj adaa vo mire saath karne vaalaa thaa
Rafi Raza
Ghazal
rulvaa ke mujh ko yaar gunahgaar kar nahii.n
aa.nkhe.n hai.n tar to ho.n miraa daaman to tar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kuchh log taGayyur se abhii kaa.np rahe hai.n
ham saath chale to hai.n magar haa.np rahe hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
haj se hame.n inkaar nahii.n hazrat-e-vaa.iz
tauf-e-haram-e-kuucha-e-dildaar to kar le.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
kaa'be se lauT kar vahii suud-o-ziyaa.n kii fikr
haj kar liyaa magar kabhii haajii na ban sakaa
Ajay Sahaab
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
rakhiye mu.aaf shaiKH-jii masjid me.n hajv-e-mai
baate.n KHudaa ke ghar me.n na kiije sharaab kii
Qamar Jalalvi
Ghazal
haatho.n me.n nayaa chaa.nd pa.Daa haa.np rahaa thaa
raano.n pe barahna sii namii re.ng rahii thii
Adil Mansuri
Ghazal
man turaa haajii bagoyam tuu moraa haajii bago
shaa.iraan-e-pesha-var ye mashGala karte rahe