SEARCH RESULTS
Showing search results for "اوسان"
Ghazal MATCHES FOR "اوسان"
Ghazal
hai.n tevrii me.n bal to nigaahe.n phirii hu.ii
jaate hai.n aise aane se ausaan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
auj-e-ausaan pe cha.Dh cha.Dh ke mohabbat kii sharaab
jab utartii hai to kuchh aur nasha kartii hai
Mohammad Aazam
Ghazal
rahnumaa.o.n ke hu.e jaate hai.n ausaan KHataa
raah me.n kuchh nazar aatii hai KHatar kii suurat
Altaf Hussain Hali
Ghazal
tauba bhii bhuul ga.e ishq me.n vo maar pa.Dii
aise ausaan ga.e hai.n ki KHudaa yaad nahii.n
Yagana Changezi
Ghazal
ik lamha us kii diid hu.ii bas kii bhii.D me.n
aur phir vo kho gayaa mire ausaan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Thahro abhii kuchh der mirii aa.nkho.n ke aage
ausaan bikharne me.n zaraa der lagegii
Mehr Zarreen
Ghazal
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
aataa hai saamne jo vo Gaarat-gar-e-shakeb
ausaan 'daaG' rahte hai.n apne kahaa.n durust
Dagh Dehlvi
Ghazal
phir mil sakii na us ko jaa-e-panaah ko.ii
jis ne bhii kho diye hai.n ausaan zindagii me.n
Haneef Rahi
Ghazal
taptii hu.ii sa.Dko.n pe safar ham ne kiyaa hai
ab barf jo dekhii hai to ausaan ga.e hai.n
Ehsan Jafri
Ghazal
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
ausaan par yuu.n us ne qaabuu kiyaa hu.aa hai
jaise ki mujh pe kaalaa jaaduu kiyaa hu.aa hai