SEARCH RESULTS
Showing search results for "باج"
Ghazal MATCHES FOR "باج"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kyuu.n na vahshat-e-Gaalib baaj-KHvaah-e-taskii.n ho
kushta-e-taGaaful ko KHasm-e-KHuu.n-bahaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kitaab baab Gazal she'r bait lafz huruuf
KHafiif raqs se dil par ubhaare mast parii
Shahzad Qais
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
agar tuu.n aashiq-e-saadiq hai taalib
na kar tuu.n baaj matluubaa.n suu.n iKHlaas
Quli Qutub Shah
Ghazal
ai aashnaa karam suu.n yak baar aa daras de
tujh baaj sab jahaa.n suu.n begaana ho rahaa huu.n
Wali Dakni
Ghazal
zulf ne us kii diyaa kaakul sumbul ko rashk
chashm-e-siyah ne liyaa chashm se aahuu ke baaj
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aataa hai is adaa pe mujhe pyaar vo mirii
har baat maan letaa hai Gussa kiye baGair
Sabir Aafaque
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
tuu vo hai shah-e-husn agar baaj talab ho
le huur se guldasta tabaq shaah-e-parii se
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai charKH-e-fitna-gar ye ravaa hai ki har baras
sahbaa-kasho.n pe baaj kii Thahraa.e mohtasib
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
likkhaa hai jo vasf abruu kaa 'vaqaar'
sher-she.arii se na le kyuu.n baaj aaj