SEARCH RESULTS
Showing search results for "بلبوں"
Ghazal MATCHES FOR "بلبوں"
Ghazal
fariyaad kii taaqat nahii.n ham jaa.n-ba-labo.n ko
ab dil na dukhaa.e vo dil-aaraam kisii kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ajab mahak thii mire gul tire shabistaa.n kii
so bulbulo.n ke vahaa.n aashiyaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
vajd me.n laate hai.n mujh ko bulbulo.n ke zamzame
aap ke nazdiik baa-ma.anii sadaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
paanii ke bulbulo.n kaa safar jaante hu.e
tohfe me.n dil na denaa thaa ham ne magar diyaa
Aalok Shrivastav
Ghazal
shaaKH-e-gul hiltii nahii.n ye bulbulo.n ko baaG me.n
haath apne ke ishaare se bulaatii hai bahaar
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
hamaarii sair ko gulshan se kuu-e-yaar behtar thaa
nafiir-e-bulbulo.n se naala-haa-e-zaar behtar thaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
bulbulo.n ke haal par aataa hai muj ko rahm aaj
daam se sayyaad ke un ko chhu.Daa.uu.n kis tarah
Taban Abdul Hai
Ghazal
sham.o.n ko tuu ne dil se parvaano.n ke utaaraa
aa.nkho.n se bulbulo.n kii gulshan giraa diye hai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
saath hai ik Gairat-e-gulzaar qaisar-baaG me.n
bulbulo.n ko de rahe hai.n KHaar qaisar-baaG me.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
jhaga.Dtii hai.n billo.n se sab billiyaa.n kyaa
aziyyat me.n lazzat ke pahluu chhupe hai.n
Razzaq Arshad
Ghazal
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
badaltii rut me.n ye kam-zarfiyo.n kaa aalam hai
bilo.n se pa.nkh liye chyuu.nTiyaa.n nikal aa.ii.n
Nafas Ambalvi
Ghazal
gulo.n se bach ke chale bulbulo.n se katraa.e
vo meraa qissa-e-KHuunii.n kahaa.n kahaa.n sunte
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
minnate.n kar ke chhu.Daataa bulbulo.n ko daam se
mai.n zar-e-gul detaa agar sayyaad qiimat maa.ngtaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
Moeen Nizami
Ghazal
muskuraa kar aashiqo.n par mehrbaanii kiijiye
bulbulo.n kii paas-e-KHaatir gul-fishaanii kiijiye