SEARCH RESULTS
Showing search results for "بندہ_پروری"
Ghazal MATCHES FOR "بندہ_پروری"
Ghazal
falak ne un ko ataa kii hai KHvaajgii ki jinhe.n
KHabar nahii.n ravish-e-banda-parvarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
be-bandagii bhii us kii rahii banda-parvarii
miltaa rahaa agarche mai.n saa.il nahii.n rahaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
tirii banda-parvarii se mire din guzar rahe hai.n
na gila hai dosto.n kaa na shikaayat-e-zamaana
Allama Iqbal
Ghazal
chhoTii chhoTii baat pe hone lagii.n KHuu.n-reziyaa.n
hilm banda-parvarii shaan-e-shakebaa.ii ga.ii
Irfan Aazmi
Ghazal
aziiz-tar hai.n mujhe KHud se bhii hasan-chishtii
bataa.uu.n aap ko kyaa banda-parvarii kyaa hai
Barqi Azmi
Ghazal
hastii bajaa.e KHud hai ik kaar-gaah-e-hastii
ham mast-bandagii me.n vo banda-parvarii me.n
Aziz Tamannai
Ghazal
ba-chashm-e-nam tirii dargaah se gayaa 'faaruuq'
KHataa mu.aaf ki ye banda-parvarii hii to hai
Farooq Banspari
Ghazal
ba-chashm-e-nam tirii dargaah se gayaa 'faaruuq'
KHataa mu.aaf ki ye banda-parvarii hii to hai
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
Noor Indori
Ghazal
banda-parvar aap kii to zindagii aabaad hai
aap ko is se Garaz kyaa gar ko.ii barbaad hai