SEARCH RESULTS
Showing search results for "زغن"
Ghazal MATCHES FOR "زغن"
Ghazal
dil KHuun ho chukaa hai jigar ho chukaa hai KHaak
baaqii huu.n mai.n mujhe bhii kar ai teG-zan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
intiKHaab-e-ahl-e-gulshan par bahut rotaa hai dil
dekh kar zaaG-o-zaGan ko KHushnavaa.o.n kii jagah
Habib Jalib
Ghazal
zaaG o zaGan kii suurat ma.nDlaayaa aa ke paiham
custodian ne dekhaa jab aashiyaa.n hamaaraa
Shauq Bahraichi
Ghazal
zaGan-o-zaaG kii gulshan me.n sadaa hai har suu
murG-e-KHush-naGma na aavaaz sunaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Kamal Salarpuri
Ghazal
kyo.n andaliib chup hai sabaa maajraa hai kyaa
gulshan me.n ho rahii hai jo zaaG-o-zaGan kii baat
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
Idris Azad
Ghazal
dil banaa taa.uus andeshe bane zaaG o zaGan
zehn ko ham-paaya-e-shahbaaz karnaa chaahiye
Kavish Badri
Ghazal
is baaG me.n ki zaaG-o-zaGan hai.n amiin-e-gul
KHaamosh dekhne ke sazaa-vaar ham bhii hai.n
Sajida Zaidi
Ghazal
chaman me.n zaaG-o-zaGan kii bapaa vo shorish hai
ki chhin ga.e hai.n anaadil se naGmagii ke charaaG
Athar Ziai
Ghazal
ha.ngaama-e-bahaar kii allaah re shoKHiyaa.n
zaaG-o-zaGan kaa shor bhii saut-o-suruud hai
Farhat Kanpuri
Ghazal
ahl-e-chaman ne kho dii basiirat to yuu.n hu.aa
gulshan ke saare zaaG-o-zaGan bolne lage
Tabassum Azmi
Ghazal
Raheemullah Shad
Ghazal
fazaa-e-sher-o-suKHan be-amaa.n hu.ii 'pinhaa.n'
dayaar-e-zaaG-o-zaGan me.n ye faaKHta kyo.n hai