SEARCH RESULTS
Showing search results for "سازگار"
Ghazal MATCHES FOR "سازگار"
Ghazal
KHatar-pasand tabii.at ko saazgaar nahii.n
vo gulsitaa.n ki jahaa.n ghaat me.n na ho sayyaad
Allama Iqbal
Ghazal
na jaane kis kaa ta'alluq thaa mere saath 'vasiim'
ko.ii bhii duur hu.aa mujh ko saazgaar rahaa
Waseem Barelvi
Ghazal
dekh apnaa haal-e-zaar munajjim hu.aa raqiib
thaa saazgaar taala-e-naa-saaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
maahaul saazgaar karo mai.n nashe me.n huu.n
zikr-e-nigaah-e-yaar karo mai.n nashe me.n huu.n
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
panap sakaa na KHayaabaa.n me.n laala-e-dil-soz
ki saazgaar nahii.n ye jahaan-e-gandum-o-jau
Allama Iqbal
Ghazal
saazgaar hai hamdam in dino.n jahaa.n apnaa
ishq shaadmaa.n apnaa shauq kaamraa.n apnaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
badal rahaa ho zamaana magar jahaan-e-tamannaa
tire liye to abad tak bhii saazgaar hai aa jaa
Jameeluddin Aali
Ghazal
na baam-o-dasht na dariyaa na kohsaar mile
junuu.n kii raah thii haalaat saazgaar mile
Ada Jafarey
Ghazal
maahaul saazgaar-e-mizaaj-e-vafaa na thaa
duniyaa se bach ke un kii nazar dekhtii mujhe
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
hame.n vafaa pe vafaa aaj tak na raas aa.ii
unhe.n sitam pe sitam saazgaar hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
sitam-navaaz dilo.n ko jo saazgaar na ho
'shakiil' ham vo zamaane talaash karte hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
rafuugarii ko ye mausam hai saazgaar bahut
hame.n junuu.n ko abhii jaama-dar nahii.n karnaa