SEARCH RESULTS
Showing search results for "ستون"
Ghazal MATCHES FOR "ستون"
Ghazal
sutuun-e-daar pe rakhte chalo saro.n ke charaaG
jahaa.n talak ye sitam kii siyaah raat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
baa.nho.n me.n aa sakaa na havelii kaa ik sutuun
putlii me.n merii aa.nkh kii sahraa simaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
mushaabah kitne hai.n ham soKHta-jabiino.n se
kisii sutuun se sar pho.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Ghazal
sutuun-e-reg na Thahraa 'adiim' chhat ke tale
mai.n Dah gayaa huu.n KHud apne ko aasraa de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Atif tauqeer
Ghazal
kahii.n azaab na ban jaa.e us kaa saaya bhii
sutuun TuuTe hu.e saa.ebaan uu.nchaa hai
Abbas Dana
Ghazal
falak kaa tantana bhii TuuT kar zamii.n pe giraa
sutuun ek gharau.nde ke jab giraa.e ga.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
har ik sutuun KHaana-e-shar-e-shariif hai
roza ho yaa zakaat ho yaa haj ho yaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
sutuun-o-baam kii diivaar-o-dar kii shart nahii.n
bas ek ghar tire KHaana-KHaraab maa.ngte hai.n
Abbas Rizvi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
guzishta ahl-e-safar ko jahaa.n sukuun milaa
na jaane kyuu.n hame.n un manzilo.n pe KHuun milaa
Ram Riyaz
Ghazal
iisaar-e-KHud-shanaasii tauhiid aur sadaaqat
ai dil sutuun hai.n ye aivaan bandagii ke
Shakeb Jalali
Ghazal
jo aashiq-e-lab-e-be-guun-e-yaar ho farhaad
to be-sutuun se bhii jaa.e shiir-e-juu-e-sharaab
Muneer Shikohabadi
Ghazal
sabhii to merii tarah hausla nahii.n rakhte
sutuun-e-daar ko do-chaar haath kam kar de