SEARCH RESULTS
Showing search results for "سجود"
Ghazal MATCHES FOR "سجود"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
thaa KHvaab me.n KHayaal ko tujh se mu.aamla
jab aa.nkh khul ga.ii na ziyaa.n thaa na suud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
taa.at nahii.n hai vo ki jo ho be-huzuur-e-qalb
ai shaiKH kyaa dharaa hai rukuu-o-sujuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
hai iKHtiyaar-e-yaar me.n suud o ziyaa.n magar
faazil the ham jahaa.n se qazaa ke hisaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
ik na ik rif.at ke aage sajda laazim hai to phir
aadmii mahv-e-sujuud-e-sarv-e-KHuubaa.n kyuu.n na ho
Josh Malihabadi
Ghazal
namaaz-e-ishq kaa hai inhisaar ashko.n tak
ye be-niyaaz-e-sujuud-o-qayaam hotii hai
Behzad Lakhnavi
Ghazal
yahii.n sujuud-e-mohabbat kii bastiyaa.n thii.n kabhii
bataa rahe hai.n ye dair-o-haram ke viiraane
Nushur Wahidi
Ghazal
dar-e-aastaa.n ko.ii ho ba-zaahir sar-e-sujuud
lekin pas-e-sujuud ibaadat usii kii hai
Rehana Roohi
Ghazal
banda-navaaz sab hai.n rukuu o sujuud me.n
taa.at se Gaafil aap kii ko.ii bashar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
sar-ba-sujuud huu.n sanam but-kada-e-majaaz me.n
de ga.ii but-parastiyaa.n terii adaa-e-dilbarii
Fana bulandshahri
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye dil vaalo.n ko ta.aliim-e-sujuud paa-e-jaanaa.n hai
sar-e-har-mauj ko barpaa-e-saahil dekhne vaale
Ehsan Danish
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
kiye junuu.n me.n yahaa.n tak sujuud-e-majbuurii
ki aastaa.n se tire iKHtiyaar le ke uThaa