SEARCH RESULTS
Showing search results for "صاحب_کردار"
Ghazal MATCHES FOR "صاحب_کردار"
Ghazal
'aalam ho ko.ii saahib-e-kirdaar mile.nge
ham ahl-e-muhabbat hai.n vafaadaar mile.nge
Gulshan Barelvi
Ghazal
log jo saahab-e-kirdaar hu.aa karte the
bas vahii qaabil-e-dastaar hu.aa karte the
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
parvaana jal ke saahab-e-kirdaar ban gayaa
lekin jamaal-e-sham.a gunahgaar ban gayaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
chal maan liyaa saahab-e-kirdaar nahii.n huu.n
par terii tarah haazir-e-darbaar nahii.n huu.n
Khalid Khwaja
Ghazal
mai.n ne kahaa thaa saahib-e-kirdaar nahii.n hai
masnad-nashii.n hai saahib-e-dastaar nahii.n hai
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
Zafar Adil Quraishi
Ghazal
vo jhuuT kah ke saahib-e-kirdaar ho gayaa
mai.n ne jo sach kahaa to gunahgaar ho gayaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
jhuuT bolaa hai to qaa.em bhii raho us par 'zafar'
aadmii ko saahab-e-kirdaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
kuchh bhii thaa sach ke taraf-daar hu.aa karte the
tum kabhii saahab-e-kirdaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
zarf honaa chaahiye me.aar honaa chaahiye
aadmii ko saahib-e-kirdaar honaa chaahiye
Zameeruddin Sajid
Ghazal
ek inkaar pe mauquuf hai.n saare qisse
mai.n kahaa.n saahab-e-kirdaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n
Khursheed Akbar
Ghazal
zindagii kis qadar aasaan hu.aa kartii thii
log jab saahab-e-kirdaar hu.aa karte the
Faizan Arif
Ghazal
aisaa kirdaar kahaanii me.n adaa karnaa pa.Daa
jo ko.ii saahab-e-kirdaar nahii.n kar saktaa
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
apnaa zamiir jhuuT kabhii boltaa nahii.n
tum hii kaho ki saahab-e-kirdaar kaun hai
Raees Akhtar
Ghazal
sohbat kisii faqiir kii milne kii der thii
gumraah shaKHs saahib-e-kirdaar ho gayaa