SEARCH RESULTS
Showing search results for "طلب_گار"
Ghazal MATCHES FOR "طلب_گار"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
har talabgaar ko mehnat kaa sila miltaa hai
but hai.n kyaa chiiz ki Dhuu.nDhe se KHudaa miltaa hai
Nooh Narvi
Ghazal
chaa.nd chhuune kii talabgaar nahii.n ho saktii
kyaa mirii KHaak chamakdaar nahii.n ho saktii
Daniyal Tareer
Ghazal
yuu.n sukuunat kii talabgaar hu.ii jaatii hai
zindagii saaya-e-diivaar hu.ii jaatii hai
Ahmad Adil
Ghazal
saaqii tire saaGar ke talabgaar bahut hai.n
mai kam hai magar bazm me.n mai-KHvaar bahut hai.n
Rizwan Banarsi
Ghazal
daulat ke aur ho.nge talabgaar dosto
ham hai.n mataa'-e-Gam ke KHariidaar dosto
Aqeel Sambhali
Ghazal
maa.njhii tirii kashtii ke talabgaar bahut hai.n
kuchh log hai.n is paar to us paar bahut hai.n
Umar Quraishi
Ghazal
duniyaa sabhii baatil kii talabgaar lage hai
jis ruuh ko dekho vahii biimaar lage hai
Ahmad Shahid Khan
Ghazal
dil hai mushtaaq judaa aa.nkh talabgaar judaa
KHvaahish-e-vasl judaa hasrat-e-diidaar judaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
TuuTe hu.e KHvaabo.n ke talabgaar bhii aa.e
ai jins-e-giraa.n tere KHariidaar bhii aa.e
Shoaib Nizam
Ghazal
kab rihaa.ii ke talabgaar the ham bhii tum bhii
jab mohabbat me.n giraftaar the ham bhii tum bhii
Saabir Usmani
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
vo mire dil ke talabgaar nazar aate hai.n
shaadmaanii ke ab aasaar nazar aate hai.n