SEARCH RESULTS
Showing search results for "इंतिज़ार-ए-यार"
Ghazal MATCHES FOR "इंतिज़ार-ए-यार"
Ghazal
vaah kyaa aalam ajab hai intizaar-e-yaar kaa
naam hai diidaar-e-hasrat hasrat-e-diidaar kaa
Raghib Badayuni
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
aa.nkho.n hii aa.nkho.n me.n ai 'anjum' kaTii
raat saarii intizaar-e-yaar me.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
go intizaar-e-yaar me.n aa.nkhe.n sulag uThii.n
raaho.n me.n duur duur ujaale hu.e to hai.n
Aziz Nabeel
Ghazal
kyo.n zindagii mai.n nazr karuu.n intizaar ke
ho intizaar-e-yaar magar is qadar na ho
Syed Tanvir Raza Abidi
Ghazal
ik din zaruur aa.e.nge vo mere KHvaab me.n
is intizaar-e-yaar me.n ham baa-vazuu rahe
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaT ga.ii shab rote rote intizaar-e-yaar me.n
aarzuu ek ek dil kii ashk ban kar bah ga.ii
Dr. Naresh
Ghazal
siine me.n aag aa.nkh suu-e-dar lagii rahe
kaam intizaar-e-yaar me.n ai dil yahii rahe
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
ham intizaar-e-yaar me.n baiThe hai.n taaza-dam
duniyaa samajh rahii hai ki Dhalne lagii hai shaam
Nashad Aurangabadi
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Saeed Shahidi
Ghazal
vo intizaar-e-yaar ke lamhaat al-amaa.n
dard-e-jigar ba.Dhaa to nazar suu-e-dar uThii