SEARCH RESULTS
Showing search results for "इल्तिजा-ए-मुसाफ़िर"
Ghazal MATCHES FOR "इल्तिजा-ए-मुसाफ़िर"
Ghazal
aaj samjhaa Thokaro.n ke baa'd bhii hai zindagii
kyuu.n ataa mujh ko 'musaafir' ye sifat kartaa rahaa
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
iltijaa-e-shauq ho lab par na arz-e-mudda.aa
kaif-aavar ho jo ham nazro.n se afsaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
baar-haa jii me.n ye aa.ii umr-e-rafta se kahuu.n
shaam hone ko hai ai bhuule musaafir ghar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kaaT dii vaqt ne zanjiir-e-ta.alluq kii ka.Dii
ab musaafir ko ko.ii rokne vaalaa bhii nahii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ko.ii bhii suntaa nahii.n iltijaa-e-ahl-e-dil
kahaa.n chale ga.e dard-aashnaa-e-shahr-e-ishq
Ismail Raaz
Ghazal
kyaa iltijaa-e-diid karuu.n dekhtaa huu.n mai.n
aa.iina bhii hamesha muqaabil nahii.n rahaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
hai iltijaa-e-shauq me.n bhii tantana vahii
'ehsaan' ishq karke bhii 'ehsaan' hii rahe
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
kyo.n iltijaa-e-shauq sar-e-bazm kii ga.ii
sun.naa to darkinaar yahaa.n baat bhii ga.ii
Jauhar Nizami
Ghazal
kyo.n iltijaa-e-shauq sar-e-bazm kii ga.ii
sun.naa to darkinaar yahaa.n baat bhii ga.ii
Jauhar Nizami
Ghazal
iltijaa-e-vasl par mahshar me.n vo kahne lage
apne va.ade kii vafaa fil-faur ko.ii kyuu.n kare
Muztar Khairabadi
Ghazal
jism ko dard me.n ha.nsne kaa hunar aataa hai
iltijaa ye hai ki patthar me.n na Dhaalo mujh ko
Nitin Nayab
Ghazal
Nihal Sevharvi
Ghazal
Ankit Maurya
Ghazal
bas ek bosa-e-sub.h aur ek bosa-e-shaam!
faqiir-e-bosa huu.n aur iltijaa-e-bosa hai