SEARCH RESULTS
Showing search results for "किया"
Ghazal MATCHES FOR "किया"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
duniyaa kii nigaaho.n me.n bhalaa kyaa hai buraa kyaa
ye bojh agar dil se utar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo qatl kar ke mujhe har kisii se puuchhte hai.n
ye kaam kis ne kiyaa hai ye kaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohde the
bahut talaash kiyaa ko.ii aadmii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jis ne daanista kiyaa ho nazar-andaaz 'vasiim'
us ko kuchh yaad dilaa.e.n to dilaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
us kii aa.nkho.n ne KHudaa jaane kiyaa kyaa jaaduu
ki tabii.at mirii maa.il kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ai mirii gul-zamii.n tujhe chaah thii ik kitaab kii
ahl-e-kitaab ne magar kyaa tiraa haal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
tum ko jahaan-e-shauq-o-tamannaa me.n kyaa milaa
ham bhii mile to darham o barham mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
vo gul huu.n KHizaa.n ne jise barbaad kiyaa hai
uljhuu.n kisii daaman se mai.n vo KHaar nahii.n huu.n