SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़्वाब-ए-बे-ताबीर"
Ghazal MATCHES FOR "ख़्वाब-ए-बे-ताबीर"
Ghazal
vafaa kaa KHvaab hai 'ehsaan' KHvaab-e-be-taabiir
vafaa.e.n kar ke muqaddar ko aazmaa.e jaa
Ehsan Danish
Ghazal
KHvaab-e-be-ta.abiir sii soche.n mire kis kaam kii
sochtaa itnaa to vo dast-e-ataa dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
ibtidaa hii ibtidaa hai intihaa is kii nahii.n
dar-haqiiqat ye mohabbat KHvaab-e-be-ta.abiir hai
Muneer Bhopali
Ghazal
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
raat bhar aa.nkho.n ne likkhaa ek KHvaab
ye Gazal us KHvaab kii ta.abiir hai
Vibha Jain 'Khwaab'
Ghazal
dil kii haalat hai ki jaise ik tilism-e-be-kaliid
har tamannaa harf-e-be-ta.abiir hai tere baGair
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
jo is ko dekhaa to tasviir ban ga.ii.n aa.nkhe.n
ye jaagtaa hu.aa pal KHvaab-e-be-karaa.n niklaa
Sarmad Sahbai
Ghazal
vo aa.e.n yuu.n mire aaGosh-e-ishq me.n 'aKHtar'
ki jaise aa.nkho.n me.n ik KHvaab-e-be-qaraar aa.e
Akhtar Shirani
Ghazal
KHvaab-e-shab-e-pur-kaif kii ta.abiir to degaa
kuchh aur nahii.n apnii vo tasviir to degaa
Hasan Rahber
Ghazal
ajab nahii.n vahii manzar nazaara ban jaa.e
Daraa rahaa hai ye Dar iztiraab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
kyaa KHabar kab nii.nd aa.e diida-e-be-KHvaab me.n
shaam se ham jal rahe hai.n saaya-e-mahtaab me.n
Qateel Shifai
Ghazal
ye karb ye tasalsul-e-be-KHvaab shab to hai
goyaa tumhaarii yaad kaa ko.ii sabab to hai
Raghib Akhtar
Ghazal
Javed Shaheen
Ghazal
Shifa Gwaliari
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
hai tariiqa ko.ii KHvaab-e-vasl kii ta.abiir kaa
mere us ke darmiyaa.n parda hai ik tasviir kaa
Ain Seen
Ghazal
KHvaab aa.nkho.n ke ye be-jaan kahaa.n hote hai.n
raaste sabr ke aasaan kahaa.n hote hai.n