SEARCH RESULTS
Showing search results for "चमकीला-पन"
Ghazal MATCHES FOR "चमकीला-पन"
Ghazal
zindagii kii mausiiqii kis sitam kii shaakii hai
huzn hai navaa.o.n me.n lai me.n hai chaTiilaa-pan
Akhtar Ansari
Ghazal
kisii mazaar pe chhaa.ii hai KHaak muflis kii
kisii mazaar kaa patthar chamaktaa rahtaa hai
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
bhii.D se vo kartaa hai mujhe kuchh aise judaa
bar neze par meraa sar chamkaataa hai
Krishna Kumar Toor
Ghazal
sail-e-naGmaat me.n shab terii sadaa kaa sho'la
kabhii ojhal hu.aa ik pal kabhii ik pal chamkaa
Zeb Ghauri
Ghazal
Syed Azhar Masood Rizvi
Ghazal
yuu.n sunahrii dhuup bikhrii hai ruKH-e-kohsaar par
jis tarah Gaaza chamaktaa hai tire ruKHsaar par
Saleem Betab
Ghazal
Parwez Rahmani
Ghazal
aaj yuu.n dard tiraa dil ke ufuq par chamkaa
jaise do pul ke liye sub.h kaa aKHtar chamkaa
Hafiz Ludhiyanvi
Ghazal
galii me.n husn kii jo naqsh-e-paa chamaktaa hai
hamaare ishq hii kaa martaba chamaktaa hai
Nirmal Nadeem
Ghazal
kahaa.n huu.n mai.n ko.ii muusaa ki ik sadaa pe mirii
vo nuur phir se sar-e-koh-e-tuur chamkegaa
Faragh Rohvi
Ghazal
sapno.n kii Daalii par chamkaa ek sunahraa paat
cha.Dhtaa suuraj dekh ke jis kaa ruup hu.aa hai da.ng
Irfana Azeez
Ghazal
phuuTii tire labo.n ke tabassum se jo kiran
chamkii lakiir ban ke sahar kii jabiin par
Asar Ansari
Ghazal
zamii.n se uThne lagii.n u.ngliyaa.n sitaaro.n par
ye kis kaa KHuun chamaktaa hai regzaaro.n par
Saleem Siddiqui
Ghazal
a.ndherii raat me.n ye kis kaa naqsh-e-paa chamkaa
musaafiro.n kii nigaaho.n me.n raasta chamkaa