SEARCH RESULTS
Showing search results for "जाएदाद"
Ghazal MATCHES FOR "जाएदाद"
Ghazal
usii pe ho gayaa qurbaan do dilo.n kaa milaap
vo jaa.edaad kaa jhag.Daa jo KHaandaan me.n thaa
Waseem Barelvi
Ghazal
parinde la.D hii pa.De jaa.edaad par aaKHir
shajar pe likkhaa hu.aa hai shajar baraa.e-faroKHt
Afzal Khan
Ghazal
maa.ngegaa jaa.edaad me.n hissa ye ek roz
filhaal chaahe le ke khilaune bahal gayaa
Mahesh Janib
Ghazal
ye gidh nahii.n ye mire KHaandaan vaale hai.n
ye meraa gosht nahii.n jaa.edaad chaahte hai.n
Hamza Yaqub
Ghazal
'armaan' vo KHayaal mirii jaa.edaad thaa
is fikr me.n nikhaar thaa vo bhii nahii.n rahaa
Armaan Jodhpuri
Ghazal
vo shaKHs jis ne umr guzaarii thii dhuup me.n
ThanDak kii jaa.edaad mire naam kar gayaa
Sajid Asar
Ghazal
'kaunain' is zamii.n kii ko.ii milkiyat na thii
aadam ne dastaKHat kiye is jaa.edaad par
Syed Konain Haider Kazmi
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
mire qalam pe bhii shab-KHuun pa.D gayaa aaKHir
muhaasara thaa mirii jaa.edaad par kab se
Qaisarul Jafri
Ghazal
hai terii jaa.edaad ye hurriyat-e-kalaam
kar sarf is mataa.a ko na rakh sambhaal ke
Anis Shikari
Ghazal
ye jaa.edaad ye maal-o-mataa'-o-miiraase.n
fasaad inhii pe mire bhaa.iyo.n ke biich me.n hai.n
Rasheed Hasrat
Ghazal
sab jaa.edaad baa.nT ke beTo.n ke darmiyaa.n
apne hii ghar me.n baap muhaajir hai ho gayaa
Sada Ambalvi
Ghazal
jaa.edaad us kii kahaa.n phir bhii saliiqe se baTii
go ki logo.n ne use hasb-e-vasaayaa baa.nTaa
Badr Mohammadi
Ghazal
vaaris hai.n beTiyaa.n bhii agar jaa.edaad kii
phir beTiyo.n me.n hissa ye baT kyo.n nahii.n rahaa
Shahzad Mughal Ajmi
Ghazal
agar talaash karuu.n ko.ii mil hii jaa.egaa
magar tumhaarii tarah kaun mujh ko chaahegaa
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
aa.nkh se duur na ho dil se utar jaa.egaa
vaqt kaa kyaa hai guzartaa hai guzar jaa.egaa