SEARCH RESULTS
Showing search results for "ढलक"
Ghazal MATCHES FOR "ढलक"
Ghazal
Noor Jahan Sarwat
Ghazal
ik ashk bhii Dhalak ke dikhaa.e ab aa.nkh se
mai.n sabr kar chukaa huu.n tumhaare KHayaal par
Aurang zeb
Ghazal
laate nahii.n nazar me.n Galtiinii guhar ko
ham mo'taqid hai.n apne aa.nsuu hii kii Dhalak ke
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.nkho.n ko nahii.n raas kisii yaad kaa aa.nsuu
tham tham ke Dhalak jaa.e hai kyaa jaaniye kyaa ho
Zehra Nigaah
Ghazal
qadam qadam tirii ra.anaa.iyo.n ke dar vaa ho.n
ravish ravish tiraa aa.nchal Dhalak Dhalak jaa.e
Akbar Hameedi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
girii hii jaatii hai diivaar-e-girya har lahza
kisii kii aa.nkh se shaayad Dhalak rahaa huu.n mai.n
Kausar Niyazi
Ghazal
kyaa ta.ajjub hai agar dekhe to murda jii uThe
chain nefe kii Dhalak pe.Duu pe aanii aap kii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Anwar Nizami Jabalpuri
Ghazal
kyaa ta.ajjub hai agar dekhe to murda jii uThe
chain nefa kii Dhalak pe.Duu pe aanii aap kii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ho.nTo.n kaa mahak uThnaa aa.nchal kaa Dhalak jaanaa
in paak gunaaho.n kii taariiKH puraanii hai
Saifi Premi
Ghazal
Waqar Bijnori
Ghazal
aabla-paa.ii se viiraana mahak jaataa hai
kaun phuulo.n se miraa raasta Dhak jaataa hai
Shaz Tamkanat
Ghazal
Dhalak ke girne se ye dil miraa Daraa hu.aa hai
chhalakte ashko.n me.n us ne mujhe rakhaa hu.aa hai