SEARCH RESULTS
Showing search results for "तबदील-ए-मौसम"
Ghazal MATCHES FOR "तबदील-ए-मौसम"
Ghazal
is qadar mazbuut mausam par rahii kis kii giraft
mai.n ki mujh se siina-e-aab-o-havaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
uThaa ke haath ye mausam ne bad-du'aa dii hai
ki ab ke fasl jo aa.e vo be-samar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
tumhaare saath ye mausam farishto.n jaisaa hai
tumhaare baa'd ye mausam bahut sataa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
ham-ra.ngii-e-mausam ke talabgaar na hote
saaya bhii to qaamat ke baraabar nahii.n miltaa
Naseer Turabi
Ghazal
daruud bar-sar-e-karb-e-taGayyur-e-mausam
Gam-e-siyaasat-e-ahl-e-jahaa.n to kuchh bhii nahii.n
Hadis Salsal
Ghazal
kare.n na ahl-e-chaman par vo tabsira jin ko
shu.uur-e-mausam-o-tam.iiz-e-ra.ng-o-buu bhii nahii.n
Athar Ziai
Ghazal
hamaare sar pe baras jaa.e.nge kahaa.n patthar
tunak-mizaajii-e-mausam kaa e'tibaar nahii.n
Haseeb Rehbar
Ghazal
be-kaifii-e-mausam kaa ye uzr hai be-ma.anii
lag jaa.e.nge phuulo.n ke ambaar chale aa.o
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Ghazal
ab jald ye be-aabii-e-mausam kii balaa jaa.e
ashjaar kii fariyaad se sailaab na aa jaa.e
Mahshar Badayuni
Ghazal
KHud ko badle.nge to haalaat badal sakte hai.n
varna tabdiil ye manzar nahii.n hone vaalaa