SEARCH RESULTS
Showing search results for "तसनीफ़"
Ghazal MATCHES FOR "तसनीफ़"
Ghazal
'shaahid' likhaa gayaa thaa hamaare hii KHuun se
tasniif jab vafaa kaa sahiifa kiyaa gayaa
Hafeez Shahid
Ghazal
yuu.n bhii ho jaa.egii tasniif mukammal yaaro
kuchh rivaayaat se kuchh apnii zabaanii likhnaa
Asad Rizvi
Ghazal
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
'sayyad' ko.ii to KHvaab bhii tasniif kiijiye
har baar tum yahii na sunaa.o KHabar nahii.n
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
miraa aa.iina-e-tasniif detaa hai gavaahii
miraa har nuqta-e-tafsiir rahne ke liye hai
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
sunaa.uu.ngaa kabhii qisse puraane ma.arako.n ke
kabhii tasniif taazo.n daastaa.n kartaa rahuu.ngaa
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
shoKH aa.nkho.n me.n jo hotii hai raqam KHushbuu se
aisii tasniif kii tafsiir nahii.n hotii hai
Navin Joshi
Ghazal
'fidaa' kis musannif kii tasniif kyaa hai
samajh apnii apnii qalam apnaa apnaa
Farooq Ahmad Batt
Ghazal
kuchh na ban aayaa jo sar dhun ke to zehn-e-shaa.ir
daftar-e-husn ko tasniif-e-bahaaraa.n samjhaa
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
vo mast nigaahe.n hai.n yaa vajd me.n raqsaa.n hai
tasniim kii lahro.n me.n firdaus kii raa'naa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
tishnagii hai ki bujhaa.e nahii.n bujhtii 'sardaar'
ba.Dh ga.ii kausar-o-tasniim kii sauGaat ke ba.ad
Ali Sardar Jafri
Ghazal
jise samajhte hai.n sab mauj-e-kausar-o-tasniim
vo aa.ina bhii hai tapte hu.e saraab kii aa.nch