SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताज़िया-दारी"
Ghazal MATCHES FOR "ताज़िया-दारी"
Ghazal
ab nashaat-e-Gam-e-furqat se savaal itnaa hai
taaziya-daarii kii lazzat bhii chalii jaa.e agar
Tasneem Abidi
Ghazal
dekhne vaalaa thaa manzar jab kahaa darvesh ne
kaj-kulaaho baadshaaho taaj-daaro taKHliya
Rehman Faris
Ghazal
suurat-e-sabza-e-be-gaana chaman se guzre
ham musaafir kii tarah apne vatan se guzre
Hurmatul Ikaram
Ghazal
Rahi Shahabi
Ghazal
Gamo.n me.n hans ke bitaanaa hai kyaa kiyaa jaa.e
yahii to sab kaa fasaana hai kyaa kiyaa jaa.e
Tashna Azmi
Ghazal
Kaleem Ahmadabadi
Ghazal
be-naqaab un kii jafaa.o.n ko kiyaa hai mai.n ne
vaqt ke haath me.n aa.iina diyaa hai mai.n ne
Qamar Moradabadi
Ghazal
so.e hu.o.n me.n KHvaab se bedaar kaun hai
is aalam-e-KHayaal me.n hushiyaar kaun hai
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
har lamha marg-o-ziist me.n paikaar dekhnaa
khii.nchii hu.ii hai vaqt ne talvaar dekhnaa
Abdullah Javed
Ghazal
yaa-rab shab-e-visaal ye kaisaa gajar bajaa
agle pahar ke saath hii pichhlaa pahar bajaa
Ameer Minai
Ghazal
uljhe uljhe dhaage dhaage se KHayaalo.n kii tarah
ho gayaa huu.n in dino.n tere savaalo.n kii tarah
Khatir Ghaznavi
Ghazal
zindagii ke shahr me.n jab jab ghanaa saaya hu.aa
be-karaa.n Gam kaa samundar aur bhii gahraa hu.aa
Betab Kaifi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
sab ik na ik saraab ke chakkar me.n rah ga.e
kyaa pher aadmii ke muqaddar me.n rah ga.e
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
maqtal se meraa kaasa-e-sar kaun le gayaa
us tak ye dil-KHaraash KHabar kaun le gayaa